Bewafa Lyrics - Paras Chopra

Bewafa Lyrics - Paras Chopra

Bewafa Lyrics by Paras Chopra is a recently released Song which is written by  Paras Chopra while Music is Given by  Avvy Sara and Music Video Of Song  is released by White Hill Beats.

"Bewafa Lyrics"

Ho ek bewafa ne aisa

Mera haal kar diya

Ek bewafa ne aisa

Mera haal kar diya


Mere dil mein reh ke dil ko

Barbaad kar diya


Raaton ko uth uth ke rota tha main

Tere khyalon mein khota tha main

Jab bhi yaad aata tha naam tumhara

Ashkon se aankhein bhighota tha main


Pagal awaara deewana tha main

Par tera aashiq purana tha main

Dhokha phir tune kyun mujhko diya

Tera hi tha na begana tha main

 

Oh mera dil todh ke kyun

Behaal kar diya

Mere dil mein reh ke dil ko

Barbaad kar diya


Ek bewafa ne aisa

Mera haal kar diya


Woh waade tumhare woh baatein tumhari

Ek ek karke main likh dunga saari

Jhootha tha pyar woh jhoothi wafaayein

Na jaante the hain maut hamari


Pagal hai dil yeh samjhta nahi

Kehta hai woh yeh kar sakta nahi

Kya isko bolun main kya samjhaun

Keh dega ab main dhadhakata nahi


Jaan ne jaan le kar

Kya kamaal kar diya

Mere dil main reh ke dil ko

Barbaad kar diya


Ek bewafa ne aisa

Mera haal kar diya

"Song Details"

 Song : Bewafa

♬ Singer : Paras Chopra

♬ Written by : Paras Chopra

♬ Music : Avvy Sara

♬ Label : White Hill Beats

"Music Video Of Song Bewafa"



Previous Post Next Post