Romantic Raja Lyrics - Khesari Lal Yadav

Romantic Raja Lyrics - Khesari Lal Yadav

Romantic Raja Lyrics is a recently released song sung by Khesari Lal Yadav and Shipra Goyal and lyrics is written by Kunaal Verma while the Music of Romantic Raja has been given by Abhijit Vaghani.


"Romantic Raja Lyrics"

Haaye atharah ke baad lagi
Dil mein aisi aag lagi
Dekha sapne mein tujhe
Main toh saari raat jagi

Mujhko bas teri pyaas lagi
Aaja khali pet bas abhi
Ek pal bhi na katein
Lagne lagi raat badi

Ready sedy hone mein
Time toh lage hai
Wait kar paaunga na
Tera ab main jyada main

Bas aaja, bas aaja
Meri fantastic radha
Main aayi, main aayi
Mere romantic raja

Bas aaja, bas aaja
Meri fantastic radha
Main aayi, main aayi
Mere romantic raja

Ek bechaini si hai
Dil mein hai ghabrahat badi
Chhata lekar aa na baby
Baahar hai barsaat abhi

Kahi main bheeg jaaun na
Seene se tujhko laga lunga
Aage aage dekhna
Abhi toh hai shuruaat huyi

Jaane kyun mind mein
Shaq sa jage hai
Koi gadbad nahi
Mera nek hai iraada

Bas aaja, bas aaja
Meri fantastic radha
Main aayi, main aayi
Mere romantic raja

Bas aaja, bas aaja
Meri fantastic radha
Main aayi, main aayi
Mere romantic raja

Kamsin ek toh main
Aur ye baali hai umar
Hogi nahi rani
Kisi ko bhi kaano kaan khabar

Tere bina jaaye na raha
Main bhi control mein kaha
Aaj ki raat ka na karna
Kisi se bhi zikar

Mana thoda risk hain
Par yahi ishq hain
Mil ke mujhse tu
Ho jayega baby taza

Main aayi, main aayi
Mere romantic raja
Bas aaja, bas aaja
Meri fantastic radha

Main aayi, main aayi
Mere romantic raja
Bas aaja, bas aaja
Meri fantastic radha

Romantic raja, aaja aaja
Romantic raja, aaja aaja
Romantic raja romantic raja
Romantic raja…aa..

"Song Details"

Song : Romantic Raja

Singers : Khesari Lal Yadav, Shipra Goyal

Written by : Kunaal Verma

Music : Abhijit Vaghani

Featuring : Khesari Lal Yadav, Shipra Goyal

Label : Blue Beat Studios

"Romantic Raja Music Video"




Previous Post Next Post